RIDERS KE LIYE
Rider banein. Foran ke saath aage badhein.
Full-time, exclusive riders ke liye bike, petrol, data aur maintenance Foran ki taraf se. Har delivery par Rs 50+, aur tips alag.
1. Training
Fresh sabzi, gosht aur bakery pick karna seekhein.
2. Saaz-o-saman
Bike, petrol, data aur maintenance hamari taraf se.
3. Pakka kaam
Full-time aur exclusive kaam.
4. Kamai
Rs 50+ har delivery, tips aur advance.
5. Madad
Flexible off-days aur travel ke liye leave.
Ek din ki kamai ka andaaza
Rs 1,000+ = 20 deliveries × Rs 50 (kam se kam). Yeh sirf base ka andaaza hai; tips aur asal kamai alag ho sakti hai.